Wednesday, December 29, 2010

Santa dabangg dekh kar school aaya

Santa dabangg dekh kar school aaya,
Sir: santa tumhare sare ans. Galat hai, marks de to kahan?
...
Santa: kamal karte hai sirji, marks hi to mang rahe
hai, chup chap de do warna thappad mar k bhi le sakte hai.
...
Sir:badtamiz, kya bak rha hai?
Santa: badtamiz se yaad aaya sir, apke papa kaise hai?
....
Sir: nikal ja class se!
.
Santa: chup chap se marks de do sir, warna ans. paper me
itne chhed karenge, ki confuse ho jaoge ki marks kaha de
aur zero kahan de!!.

No comments:

Post a Comment