2 humshakal jurhwa'n bachay apnay kamray main baitay huway thay, in main say aik hansi kay maray ROFL ho raha tha,jab keh doosra miskeen see soorath banayay baita tha,bachon kay walid nay kamray main dakhil ho kar poocha, "kia huwa baita, kion miskeen soorath banayay baitay ho?"
hasnay walay bachay nay jawab diya," kuch nahi abu, asal main aaj ammi nay 2non marthaba Ahmed hi ko ghusal kara diya hay"
hasnay walay bachay nay jawab diya," kuch nahi abu, asal main aaj ammi nay 2non marthaba Ahmed hi ko ghusal kara diya hay"

No comments:
Post a Comment